Вы находитесь на странице: 1из 1

Nanaji apke bare ma kya kahena phoolon jaise muskaan ha apki, her ada ma dikti shaan ha apki, apka

mukh lagtha asman ma suraj ki taraha, hrudaye jaise poonam ki chandni ki taraha, jab jab dektha hoon nayan apke, laghta ha hume, hum rahetha hain usme chaman ke taraha Nanji, aap kertha the baatein humse, hamesha veeron ki taraha, rahetha the aap hum sabse yaaron ki taraha, khathein thain pakwan hum sabse mil bait ker is taraha, ki her roj mana rahe hum tyohar jis taraha, aapne kabhi kisiko na dekha apna aur paraya, her kisiko diya apna pyaar aur sahara, jab koi rut jathe thain,aap humesha unhe manaya kertha thain, hum sabi ko ek rahena ka,hamesha paat sikaya ketha thain, isiliya Nanaji, kertha hain hum naman unn vachano ko, jo banke rahegi prerna humari vicharon ko, aur kertha hain pranam apki likhi kavithaon ko, jo hamesh chuthi thi asmano ko, jo hamesh chuthi thi asmano ko, Nana ji, aapse ek hi fariyad mai kerna chahon , apke sri charno ma ,mai apna shish navana chahon, apka ashirvad ka bhagidar maii bhi bana chahon nanaji apka bataye raha ma chal ker, apna jeevan safal bana chahon Nanaji Kehne Ki Himmat aaj hume hai nai, Kehtain ha hum tumse aaj yahi, Ker dena maaf hume tum, agar diya ha dard humne Kabi, agar diya ha dard humne Kabi, written by Amardeep Thakur (Monu Thakur)

Вам также может понравиться