Вы находитесь на странице: 1из 3

FARAZYAAT

Faraz ka shamar urdu kay behtarein aur roshan khayaal shaeroon main hota hai. O
oon ki zoban main loch godaz aur shaguftagi pae jati hai. woh zindagi ko bara qa
reeb say aur aaj kay shakhas kay hawala say daikhtay hain. Tashbihaat alamatain
aur esta'aray bari khobi aur kamal say oon kay haan jaga pa ga'ay hain. Woh shak
has kay dukh ki baat kartay hain. Jabr monafqat aurastamaar kay khalaf aaaz otha
tay hain. Aksar lagi lipti kay bagher apna moaqfaf paish kartay hain. Aaj kay sh
khas ka shair mobile sms kay hawala say ajeeb rang liay hohaway hai. Oon kay naa
m say saikroon shair sms kay hawala say parhnay ko mil rahay. En shairoon ka kha
liq koon hai koe nahain janta likin yah shair street life main pori shidat say j
aga pa ga'ay hain. Eak baat zaroor hai kah es alhaqi shaeri kay hawala say logoo
n kay rojhanaat rovaeay aur omomi atwaar zaroor samnay aatay hain. Hum en ashaar
kay zariay aaj kay shakhas ko kisi na kisi s
ata par khooj saktay hain. Mein nay kuch shaiar ba'toor hawala aur khush tabi ja
ma kiay hain.
Bawar rehna cahiay kah yah kalam faraz ka nahain likin os say munsoob kar diya g
iya hai. Es kalaam ka shair koon hai koe nahain janta likin yah kalaam samaj say
sms kay zariay pani hasal kar raha hai aur tabasam kay elawa samaji rovaeoon ko
bhi sanay lata hai. parheay aur lutaf lijiay:
1- Os ko Rab say itni baar manga hai faraz
ab to hum hath othatay hain dua fareshtay kartay hain
2- Shaeri choor kar pakoray bach raha hoon wassi
kalaija monh ko aata hai anjam-e-faraz daikh kar
3- Aankhoon main nami thi
aur vitamins ki kami thi
jis say raat bhar baat hoe faraz
woh girl'friend ki ammi thi
4- Hum neend kay shoqein to nahain hain faraz
tairay khaab na daikhain to gozara nahain hota

5- Os kay pas 10 marlay kay 2 palat hain faraz


phir bhi kehti hai, zara si dil main day jaga tu bhi
6- Yaad aa'ay to bas itni si anaet karna
apnay badlay howay lehjay ki wazahat karna
tum to chahat ka shah'kar howa kartay thay
kis say sikhi hai ulfat main milawat karna
hum sazaoon kay haq'dar banay hain kab say
tum hi keh doo kah jurm hai kiya mohabat karna
tairi furqat main yah aankhain abhi tak num hain faraz
kabhi aana, mairi aankhoon ki zirarat karna
7- Tumhari yaad mujhy aisi aati hai faraz
jaisay andhi main ortay howay shopar aatay hain
8- Otha tha waqt-e-tahiyad ossay mangnay kay liay faraz
pani thanda vaikh kay phir soo giya mein
9- Hamaray khaab to os din hi choor choor ho ga'ay thay faraz
jab woh pehli bar hamaray gher aae to ammi boli,
jao baita baji kay liay pepsi lay kay aao
10 Lightjanay kay baad abhi moom bati jalae hi thi faraz
kam'bakht koe phoonk mar kay happy birthday keh giya
11- Mein piyaar kartay yoonhi oska brest daba raha tha faraz
boli, "yah mairay mamay hain, blood check karnay ka aala nahain"
12- Yah jo chapli pehhan kar aaya hoon tumhari mehfal main faraz
yah sab khud ki dain hai, ossi kay gher say otha kar laya hoon
13- Woh mairi mali halat say khoob aaga thi faraz
phir bi kehti hai,"mainu noot vakha maira mood banay"
14- Jaza saza day vaihum nay kujh vi karn na dita faraz
zinda rehan day cha nay chaj nal marn vi na dita
15- Abhi na jao choor kay es mehfal ko faraz
thori dair main yahaan chawal taqseem honay walay hain
16- Mairay eshq ki bowling nay os kay dil ki wicket to gira di Faraz
likin mairi qismat to daikho; os ka baap emper tha, no ball day giya
17- Pocha ------- nay tum aur mujh main kya faraq hai Faraz
moskara kay kaha "tum qoom ko qoom mujh ko kar rahi hai zaleel"
18- Ilam main bhi kya nasha hai Faraz
kitabain kholtay hi neend aa jati hai
19- Mehsoos ho rahi hai fiza main tamataroon aur andoon ki baad'bu Faraz
lagta hai mairay watan ki criket team aanay wali hai
20- Kash woh subh need say jagay to mujh say larnay aa'ay Faraz
tum koon hotay ho khaab main maira bistar kharab karnay walay
21- Aagaz-e-mohabat hai itna toot kay na chaho ossay Faraz
agar os nay zim badal li to phir kya karo gay?!
22- Ra'ay woh es qadar mairi lash say lipt kar Faraz
lash oth kay boli "lay toon mar lae sadi khair ay"
23- Police ki maar say her koe mar to nahain jata Faraz
bas othnay baithnay kay andaz badal jatay hain
24- Kal raat mein nay apnay saray gham aasman ko sona diay Faraz
aaj mein kush hoon aur aasan ro raha hai
25- Kayoon na karoon yah dua kah ossay mairi umar lag ja'ay Faraz
ho sakta hai aaj aakhri din ho mairi zindgi ka
26- Mat nikalo maira janaza os ki gali say Faraz
warna os ka baap kahay ga sala martay martay chakar laga giya
27- Zindgi bher jisay chahtay rahay Faraz
aaj os ka baita bola, Mamoon mujhy sakool choor kay aao
30- Ghar bana kay mai dil main woh choor kar chala gya Faraz
ab na khud rehta hai na kara'ay par charnay daita hai
31-Tumain bholnay kay liay eak pal chaheay Faraz
wo pal jissay log mout kehtay hain
32- Tiwinkle tiwinkle little Faraz
tairi girlfriend gae bazaar
os ko mil giya naya piya
ab toon baith kay makhyaan maar
toba toba astaghfar
tiwinkle tiwinkle little Faraz
33- Kabhi kabhi mein laitay laity yah sochta hoon faraz
kah agar baith kay sochoon ga to koon'sa teer maar loon ga
34- Yah keh kay India nay pakistan ka pani khool diya Faraz
kah hum larki kay susral ka pani tak nahain pitay

Вам также может понравиться