Вы находитесь на странице: 1из 2

ghar ki chaki koi na pooja jis ka peesa khaaaye

nadi kinaaary dhwaan uthy mein janun kuch hoye...


jis karan mein jogan bani kahin wohi na jhlta hou
sung har shks ne hathun mein utha rakha hai
jab se tun ne mujy deewana bana rakha hai
sung har shks ne hathun mein utha rakha hai
jab se tun ne mujy dewana bana rakha hai
App
Hum
Log
Hum

ghayroon ki baat kartain hain,


nay aapnay bhe azmaain hain
kaatoon say bach ker chaltay hin,
nay pholon say zakhm khaien hain

Kisi ka kia jo qadmon per jabeen-e-bandagi rakh di


Humaari cheez thi hum ne jahan jaani wahan rakh di
Jo dil maanga to woh bole key thero yaad kerne do
Zara si cheez thi hum ne khuda jaane kahan rakh di
Sang har shaks nay hatoon main utha rakha hay
Jab say tonay mujhay dewana bana rakha hay
Nighay-e-naaz say ye pochay gey ye kisi din
Tu nay kia kia na banya koi kia kia na bna
Sang har shaks nay hatoon main utha rakha hay
Jab say tonay mujhay dewana bana rakha hay
Us kay dil per bhi karri ishq main guzri hogi
Naam jis nay bhi mohabat ka saza rakha hay
Sang har shaks nay hatoon main utha rakha hay
Jab say tonay mujhay dewana bana rakha hay
Aaa piya moray nainan main, Mian palak dhanp thoy loon
Na mein dekhun aur ko, aur na dekhane dyun
Duniya bari baanwari pathar poojane jaaye
Gher ki chakki koi na pooje jis ka peesa khaye
Patharo aaj mere sar pe barastay kion ho?
Main nay tum ko bhi kabhi apna khuda rakha hai
Ab meray deed ki duniya bhi tamashaayi hay
Tu nay kia mujh ko mohabat main bana rakha hay
Jab say tonay mujhay dewana bana rakha hay
Nadi kinaare dhuaan uthey mein janoon kuch hoye
Jis kaaran mein jogan bani kahin woh hi na jalta hoye
Misaal-e-saada waraq tha magar kitaab mein tha
Woh din bhi they meintere ishq key nisaab mein tha
Tulsi aisi preet na ker jaisi lambi khujoor
Dhoop lage to chaonnahin bhook lage phal duur
Mar bhi jaon to dafna dena maikhane mein
Ta ke maikhane ki mitti rahe maikhane mein
Khudaya peene walon ki kahin basti juda hoti
Jahan hukman peeya kerte na peete to saza hoti

Pee ja aayam ki talkhi ko bhi hans key Nasir


Gham ko sehne meinbhi kudrat ne maza rakha hai
Jab se too ne mujhe Deewana bana rakha hai
Sang har shakhs ne haathonmeinutha rakha hai

Вам также может понравиться