Академический Документы
Профессиональный Документы
Культура Документы
Ab toh gairon se
Mera haal pucha jaata hai
Yahi dard-e-dil
Mere dil ko rulata hai
Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai (x3)
Wafa ne bewafai..
Kuch baatein aisi hoti hai
Jinko bayaan karna
Lafzon mein, namumkin hota hai
Jab wafa mein, wafa hoti hai
Koi na koi wajah hoti hai
Koi na koi wajah hoti hai
Kyu faaslon mein, nazdeekiyan hain
Kyu zindagi mein, tabdeeliyan
Kyu tanha dil yeh mera mujhse kahein
Yeh silsila bas yoonhi chalta rahein
Jaane kya huaa hai jiski waja se
Manzilein juda si lag rahi
Anjaani raah pe dil yeh kyun
Khud ko paata hai
Yahi dard-e-dil mere dil ko rulaata hai
Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai (x3)
Wafa ne bewafai