Вы находитесь на странице: 1из 1

Name tumhara bala hain sada vijay tum paaogi,

Aache ghar main janam liya hain kuch na kuch ban jaaogi,

Varsh tumhare piche bhage, umar tumhari ho lambi,

Dukh ka saya chupkar bhage, umar tumhari ho lambi,

Itni sundar banjayo ki dekh tumhe sharmaye maut,

Sundarta surat main nahi , sadguno se saaj jaao tum,

Sadguni ban jaao tum,naam hi naam kamaao tum,

Aan ban saman main sabse aage aao tum,

Maa ka karz chukana tumko,

Daya dharm aapno tum,

Varsh varsh tak baras baras kar,

Sawan jab bhi ata hain,har bar nayi hariyali laakar hum sab ko bhelata hain,

Is tarah baras baraskar hariyali ko lana tum

Happy birthday to u.....

From

SUMAN TAORI.....

Вам также может понравиться