Вы находитесь на странице: 1из 2

ke liye namune amal karar payega.

Har muqallaf ki in teen kismo mein se koi Bismehi Tala


ek kism hain: Edition Vol.
(Aaenda Shumare mein mulaeza
! Mujtaheed. No. 1 Zere Sarparasti No. 1
farmaiyen).
! Mohtaad. Hazrat Hujjat Ibnil Hasnil Askari (A.S.)
GOSHAI EHKAAM ! Muqallid. st
1 Edition of Shaikh Mufid Educational
Usele deen ko fiqhe Akbar kaha jata hai
to Furue deen ko fiqhe Asghar se MUITAHEED KI TAREEF
taabeer karna Galat Nahin Hoga. Furu Mujtaheed use kehte hain jo ahkame
Ahkame Taklifia par amal karen ka nam shariya mein istambaat wa ishtaqhraaj ki
haih. Ahkam Hukm ki jama hai Hukm ki kudrat manabe marbut se rakhta ho.
Manabe marbut Quran, Sunnat, Akal aur
tareef yeh hai ke mujtaheed mushkhas
Ijmah ko kehte hain. (Aaenda Shumare
wa maain mauza mein apni nazar dehta mein Muhtad aur Muqalid ki tareef
hai yaani halal aur haram hone ke bare mulaeza farmaiyen).
mein jaise kal pehli Shawaal hain yaani
Id-Ui-Fitr. Muqailif ki tareef zinda baalig NOTE
aakil insaan ko Muqqaiiif kaha jata hain. !Yeh Mahenama asree wah sharee
zimmedariyo ke tehat shaya kiya jaa
raha hain.
AAQIL! KISE KEHTE HAIN? !J u m l a H u q o o q S h a i k h M u f i d
Educational Academy ke paas mehfooz
Aakii us shaqs ko kehte hain jo aqal ki hain.
Estd. Oct. 2010. 11 Zil Kada 1431
buniyad par masail ki taskeez dene ki !Yeh Mahenama inami quiz hain.
!Shumare haaza ke sawalat ainda October 2010
qudrat rakhta hobar khelaf deewana.
Balig kise kehte hain? Balig use kehte
shumare mein guzista muzamin se Rs. 2/-
honge. Founder
hain jisme chand aalamte pai jaaye. !Saal bhar tak tamam sawaalat ke sahi
Ladka ho to uski umar qamri saal ke jawab dene wale kisi ek fard ko Hujjatul Islam Maulana Sayyed Tanveer Imam Rizvi
Hindustan ki muqaddas atbaat alaiya
aitbaar se 15 puri ho gayee ho aur ladki
mein se kisi ek ki ziarat ka saraf (Imam Juma, Malwani, Malad (W), Mumbai)
ho to 9 saal shamsi mahine aur qamri
!qurandazi ke zariye hasil hoga.
mahine mein har saal 10 din aur 18 !Shaaekin hazraat life member yaa Director
ghante ka farak hota hain. Lehaza bulug saalana member ban sakta hain.
ke silsile mein qamri mahine ka aitbaar Life member fee: Rs.786.
Hujjatul Islam Janab Maulana
kiya gaya hain. Digar aalamtein mani ka Saalana fess: Rs.59. Shaikh Naushad Hussain Sahab Qibla
kharij hona chahen halatein khwab mein (Imam Juma wl Jamat Adarsh Nagar, Andheri)
ho yaa bedari mein. Zere naaf baal ka Editor
ugna. Fatwa jo hukm mustahid kulli taur 9320526570/9699823015 Hujjatul Islam Maulana
par bayan karta hain use fatwa kaha jata
hain. Misal ke taur par agar kisi par wajib 9819048965/9022537564 Sayyed Wazeer Askari Abdi Qibla
roza ho to uska mustahebein roza
rakhna baatil hain. Plot No. 115, Room No. 2, Mhada, Gate No. 8,
Malwani, Malad (W), Mumbai-400 095
Taqleed wa Ijtehaad kya hain? E-mail: mufidacademy @gmail.com/ www.wizarat.org
AL FIKR naujawan ki fikr ko mazhabeen banana Imamat ka munqir bhi asl din se khareej imarat ko muqammal karoon. Insaan ki
Yeh baat azhar minus shams hain ke aur Magrebeen tehzeeb se dur kanhne ho jata hain. guftugu aur uska kirdaar uski ilm
mazhabe Islam fitri mazhab ke saath fikri ke liye Mahenama Al Fikr ko shaya kiya akkedeh aur uski zyati saiahiyat ke taabe
jaa raha hain, Jo Aqayad, Ekhlaaq aur
TAUHEED hua kartein hain. Aadmi jab kabhi koi
mazhab bhi hain, Jiski roshan wawaze
Ehkaam par mushtamil hoga. Hum aapki Tauheed yaani Allah ke alawa kisi dusre kaam apne ekhtayaar se karta hain to
daleel Qurane Majid ki who aayate jisme
umda fikr aur mufid mashware ke Khuda ka wajood naa manna. Iska khud us kaam ka khyal karta hain. Uska
Taffaqur Taddabar ki dawat di gayi hain.
muntazir hain. Khuda Wande Aalam sheeyar kalmahein LAA ILAHA faida uski nazar mein hota hain. Aur uska
Quonki Insaniyat ki falah wah behbudi ka
Aiemma tahrein ke sadke mein hamari ILLALLAAH hain. Qitabeen Tauheed shauk usme paya jata hain. Yeh baat
daromadar fiqre sahi wa salim par mabni
fikr ko mazhabein aur hamare kaam mein Ibne Quddus nein Ibne Kutaibia se waaze umur aur roz marrah ki zindagi
hain. Agar fitrat taqazahein Ibadat karti
main Iqhlaas ki Taufiq inayat farmayein. usne Fazal bin Shazan se rawayat ki hain mein dekhi jaa sakte hain. Islam ki
hain to phikr uski taaid karti hain,
(Aameen yaa Rabbil Aalameen). ke ek Sanooya jo Majusiyon ka ek firqah muqqadas shariyat ne sahi aqayad
LihazaHazrat Ali (A.S.) ka yeh irshad
hain Janabe Abul Hasan All ibn Musa haasil karna aur apne andar aaia
"Afzalul Ibatatul Al Fikr/' Behtarein Ibadat
BAHSE AQAVAD Raza (A.S.) se sawaal kiya ke kyan ekhiaaq aur sifaad paida karne ke silsiie
Fikr hain. Mauzo ki ahmiyat ke liye kafi
Usul-e- Din Aalam ke banane waalein do hain? Phir mein khususi hukm diya hain. Aimmae
hain. Fikr ro nazar rakhne waale
Usul asi ki jamaa hain aur asl ki tareef ispar kya daleel hain ke Saane Aalam ek tahereen (A.S.) se mankool mutaaded
baashaur insaani hi Allah ki Wahdaniyat,
yeh hain ki jispar uska gair maukoof ho hi hain? Aapne farmaya ke tumhara rawayeton mein pasandida ekhiaaq ko
Nabuwato, Imamat aur Qayamat par
deen ka maana ewaz au jazaa ke hain kehna ke woh do hain is baat ki dallel Ambiyaein iqram ka hissa karaar diya
yakin rakhte hain. Aur isi yakeene Qamil?
aur Istelah mein deen ka maana Shariyat hain ke Saane Aalam ek hain. Kyunki jub hain aur Isse atiya-e-ilahi bataya gaya
ko Imane Qamil kaha jata hain. Yakeen
aur tariqat ke hain. Usule din ki wajah tum jo do khuda hone ka dawa karte ho, hain. Neez Aimma (A.S.) ne logon ko
ke liye maarfat zaroori hain. Lihaza Aql ki
tasmiyah yaani iska naam Usuledin kyon to Pehle ek ka wajood maan lete ho, Tab pasandeeda ekhiaaq apnane ki taraf
roshni mein Talashein dine haq ka hukm
rakha gaya, I ilm ka naam Usutedin isiiye to do khuda kehte ho. Pas maalom hua ragid kiya hain. Aur taqeed farmayein
diya gaya hain. Aqayad mein justju aur
rakha gaya kyunki tamam Ulume Diniya ke ek ka hona to muttafiq allea hai aur ek hain ke won ekhlaaqe hasna se gafil naa
amal mein pairavi karne ka hukm diya
ka ilm isi par maukoof hain jaise tafseer, se zyada mukhtalifi hain. Lehaza do rahe. Lehaza Qurane majid ki surah
gaya hain. taki iske zariye se marafat aur
hadis, fiq wagairah. Aam muselman aur hone ka bare saboot tumhare zimme Kalam ki aayat no.4 mein Paigambarein
itaat ka salikah aa jaaye. Daure hazir
shiya ke beech Usuledin ki taadad mein raha ek to tumhare kalaam se saabit ho Islam ki shaan mein irshad hua "Wa
mein magribeen tehzibeen(Western
ekhtalaaf hain. Aamma ke nazdeeq gaya, Jisko saabit karne ki zaroorat nahi Innaka La Ala Khulkil Azim". Beshak turn
Culture) fikre insani par is tarah musallat
Usuledin teen hain: rahi. Ab raha dusre khuda use tum saabit ekhiaaq ke bade aala darje pe faayez ho.
ho chuki hain ki har gair sharee cheez
karo. Ek zindiq ka Imame Jaffar e Sadiq Rasule Akram (S.A.W.) ko ekhiaaq ke
sharaie nazar aa rahi hain. Maslan ! Tauheed.
(A.S.) se sawaal karna Saane Aalam ke aala darje par faayez karne ke baad
barahna libaaz, Aalate fisko fujur zindagi ! Nabuwat. ek se zyada hona kyun namumkin hain. Khuda Bande Aalam ne aapko logon ke
ki zarroriyat mein shaamil ho chuke hain.
! Qayamat. (Aaenda Shumare mein nafuz paako paakeezah karne ki aur unki
Mazhabein islam ko aaj dakyanusi wah In teenon mein kisi ek ke inqaar se insan
kuhna fiqri ka mazhab kaha jaa raha taalimo tarbiyat ki zimmedari saupi.
asl deen se kharlj ho jata hain. Sheeyon mulaezafarmaiyen).
hain. Islami kwaneen ke mazaak udain Maulai Muttaqayian Ali Ibn Abu Talib
ke nazdeeq Usule din paanch hain:
jaa rahein hain, Aurtakaddosh Islam ko (A.S.) irshad farmate hain"Akramul
! Tauheed. DARSE-EKHLAAQ
pairon se kuchaine ki napaak koshishein ! Adi. Hasabe Husnul Khulke ". Khus ekhlaaqi
ki jaa rahi hain. Lihaza aise daur mein ! Nabuwat. behtreen hasab hain. Hasabe aali
! Imamat. Sarkare Khatni martabat Hazrat
khamoosh rehna magrabeen fikr ko insaani sharafat ka bayiz banta hain. Is
! Qayamat. Muhammed Mustafa (S.A.W.) ne irshad
taqwiyat aur unke maqsad ko kamyab silsiie mein Imam Zainul Abedein (A.S.)
Shia nazareyein ke mutabik Adi aur farmaya ke "Main isliye rasool bana kar
banane ke muturauf hain. Qaum ke ka qirdar pesh kar raha hoon jo hum sab
bheja gaya hoon taake acche ekhiaaq ki

Вам также может понравиться