Вы находитесь на странице: 1из 5

Hazrat ALi R.

A "Tabeyat ki Narmi aur Sakhawat, insan ko Dushmnon k dilon main b Mehboob bana de ti hai" Hazrat Ali R.A. Tum acha karo aur zamana tum ko bura samjhy, yeh tumharay haq main behtar hai, b ajaye is k k tum bura karo aur zamana tum ko acha samjhay. Hazrat Ali (R.A) Wo gunah jo tumhare dil mein ranj paida kare, us naiki se behtar hai jo tumhare dil mein ghuroor paida kar de. Hazrat Ali ( R.A ) barish ka qatraha seepee aur saanp dono k muh main girta hai. Seepee ussay moti bana deti hai aur saanp zehar bana deta hai. Jis ka jaisa zarf waisi us ki takhleeq hoti hai. Hazrat ali (R.A) Koi GUNAH Lazzat k lye mat karna q k Lazat khatam ho jaegi GUNAH baqi rahjaega , Or koi NEKI taklif ki waja se mat chorna q k taklif khatam ho jaegi NEKI baqi rahjaege! Hazrat ali (R.A) "Agar ksi ka banna chahte ho tou puri haqeeqat se ban jao Warna,apni zaat main aisi haqeeqat paida kr lo K koi haqeqat main tumhara ban jaye Hazrat Ali R.A Ibn-e-adam! Jab gunahon k bawajood Allah ki naimmatain musalsal tujhe milti rahen tou hoshya ar ho jana, k tera hisaab qareeb aur sakht tareen hai HAZRAT ALI (R.A.) Jab Tum Duniya ki Muflasi say Tang Aa jao aur Rizq ka koi Rasta na Niklay to Sad qa day kar ALLAH say Tijarat karo... Hazrat ALi R.A Sab se buri Kamai sod ki kamai, Sab se buri Mazrat wo, jo mot k waqt ki jaey, Sab se bura Khana yatim ka maal khana he. Hazrat Ali R.A "Allah ki shan ye nahe k DUA ka darvaza kholay aur QUBOLIAT ka band kr day Ya TA UBA ka darvaza kholay aur MAGHFIRAT ka darvaza band kr day". Hazrat Ali (R.A) Tum Kisi Ko Chaho Or Wo Tumhen Thukrade, To Ye Us Ki Bad Nasibi Hai

Or Us k Bad Tum Usko Zabar Dasti Apnana Chaho To Ye Tumhari Nafs Ki Zillat Hai HAZRAT ALI (R.A.) Jab Tum Duniya ki Muflasi say Tang Aa jao aur Rizq ka koi Rasta na Niklay to Sad qa day kar ALLAH say Tijarat karo... HAZRAT ALI (R.A) "Insan ki izzat aur us se mohabbat karo,kyun k har insan ke andar khuda ki koi N a koi sift maujood Hoti hai." "Hazrat ali R .A" "Mash'ra kufr k sath to reh sakta hai per na insafi k sath nae reh sakta" Hazrat Ali(R.A) log dukh nahi detay, un say wabasta umeedain dukh dayti hain. Hazrat Ali(R.A) Mujhy jannat Sy Zyada Masjid May Bythna Acha Lgta Hai Kyon K jannat May Mera Naf fs Khush Ho Ga jab K Masjid May Mera RAB Khush Ho Ga Hazrat Ali (R.A): Ghulab Ka Phool Bano! kyun K Yeh Phool Us K Haath Me Bhi Khusboo Chor Daita Hai Jo Isey Masal Kar Phaink Daita Hai. HAZRAT Ali(R.A) : 1) Insaan Apni Toheen Muaaf Kar Sakta Hai Bhool Nahi Sakta! 2) Kabhi Na Girna Kamaal Nahi Bal'k Gir K Sanbhal Jaana Kamaal Hai.! HAZRAT Ali(R.A) : "Jiska raabita khuda ke saath ho wo naakaam nahi hota" "Naakaam wo hota hai Jiski umeedein duniya se waabasta hon" HAZRAT Ali(R.A) : ''Do tarah se cheezen dekhne me Chotti nazar aati hein" Ek dooor se.., or Doosra gharoor se..." HAZRAT Ali(R.A) : Apne dushman ko hazaar mouqay do k woh tumhara dost ban jaye.

Lekin... Apne dost ko aik bhi mouqa na do k woh tumhara dushman ban jaye. HAZRAT Ali(R.A) : Mein baron ki izzat is liye krta hun k unki nekiyaan mujse zaida hen or choton s e pyar is liye krta hun k un k gunah mujse kam hen" HAZRAT Ali(R.A) : LOGOO ko USI tarha MAAF karo jaisay TUM KHUDA say UMEED rakhtay ho k wo TUMHAY M UAAF karega. HAZRAT Ali(R.A) : "Jab main dastar khuaan par 2 rang k khane dekhta hoon, to Laraz jata hoon! k Aaj phir kisi ka haq mara gaya hay" HAZRAT Ali(R.A) : "Khush mizaji hamesha khoobsurti ki kami ko poora kr deti hai, Laykin Khoobsurti khush mizaji ki kami ko poora nahi kr sakti " HAZRAT Ali(R.A) : "Jis shakhs k ache DOST hon, woh kabhi ghareeb nahi hota" HAZRAT Ali(R.A) : Agar tum Mout ki Raftar ko Daikh Laity to tum Zaroor Ummeedo'n Or Umango'n Sy Na frat krty Or hrgiz in Me Maghroor Na hoty .....

Insan ka apne Dushman s inteqam ka sb sy acha tariqa ye he k wo apni khubiyon me izafa kre 'Hazrat Ali (R.A) Kisi ne Hazrat ALI R.A se poocha: "Dost aur bhai main kya farq hai?" Aap ne farmaya: "Bhai sona hai aur dost heera hai." Us aadmi ne kaha: "Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyun tashbeeh di?" To aap ne farmaya: "Sone main agar darar aa jaye to us ko pighla kar bilkul pehlay jaisa banaya ja sakta hai. Jab ke heeray main aik darar aa jai to wo kabhi bhi pehlay jaisa nahi ban sakta.' -----------

Ager kisi ka Wo ala zaraf or kam zaraf ( Hazrat ALI

zaraf azmana ho to usko ziada izat do hoa to ap ko or izat day ga hoa to khud ko AALA ZARAF sumjhey ga R.A )

Hazrat ALI R.A Ka Frman Hy:"Bura Dost Aag Ki Manind Hy" "Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega" "Or Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr Dega" Logon Ki Zaroraton Ka Tum Se Wabasta Hona Tum Per ALLAH Ki Enyat Hai. (Imam Hussain R.A) Jub meri DUA kabol ho tu mein khush hota houn k is main meri marzi hai aur Jub kabol na ho tu mein aur khus hota houn k ye ALLAh ki marzi hai ( Hazrat ALI R.A ) IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT aisi cheezain hain jin k milnay say log badaltay nahin BAYNAQAB hotay hain( Hazrat ALI R.A ) ---------Allah k nazdek sab say ziada gunah gar chez jhoot bolnay wali zuban he. (Hazrat Ali R.A) -----------Main Jannat K Shouq Main ebadat Nahe Kerta, K Ye Ebadat Nahe Tijarat Hay Main Dozakh K Khoof Say Ebadat Nahe Kerta, K ye Ebadat Nahe.Ghulami Hai... Main Ebadat Sirf Is Liye Kerta hon... K Mera RuB ebadat K LayeQ Hai....... ( Hazrat ALI R.A ) ----------Aik Shakhs Ne Hazrat ALI R.A Sey Poocha, Q: Qarib Kya Hai? A: Qyamat Q: Or Qareeb Ter? A: Maut Q: Ajeeb Kya HAi? A: Duniya Q: Aur Ajeeb Tar? A: Talib-e-Duniya Q: Wajib Kya Hai? A; Toba Q: Or Wajib Tar? A: Gunah K Forun Bad Toba Q: Mushkil Kya Hai? A: Qaber Mein Utrna Q: Or Mushkil Tar? A: Amal K Bagair Utrna

----------Apni zuban ki tezi us per mat azmao jis ne tumhen bolna sekhaya ( Hazrat ALI R.A ) -----------"Sub se Ziyada Kamzor AADMI wo he Jo DOST ko HAASIL karne me Naakaam ho,Aur us se bhi Ziyada Kamzor Wo he Jo Haath aai howe DOST ko ganwa de"( Hazrat ALI R.A ) ----------"2 cheezein saari zindagi kaam ayengi, 1 = Ghussay ki halat mein koi faisla mat karo! 2 = Khushi ki haalat mein koi wada mat kro! ( Hazrat ALI R.A ) Insaan Bhi kitna Ajeeb Hy, Jab kisi Cheez se Darta Hy to Us se Dour Bhagta Hy. Jab ALLAH Sy Darta Hy to Us k Or Qreeb Ho Jata Hy.. ( Hazrat ALI R.A ) Dunya Daron ki Sohbat ikhtyar Na karo Q K Agar tu Tang-dast huwa to ye tujhe Cho rh Denge Or agar to Dolat-mand huwa to Tujh se Hasad karen gay.( Hazrat ALI R.A ) ----------Acha Dost Kitni Dafa Hi Kiyon Na Ruth Jaye Usay Mana Lena Chahiye! Kiyon K Tasbi K Daney Kitni Dafa Hi Kiyon Na Bikhrein Chun Liye Jate Hain!( Hazr at ALI a.s ) ----------"Yeh na socho k ALLAH dua foran qabool kyun nahi karta, yeh shukar karo k ALLAH hamaray gunaahon ki saza foran nahi deta..." ( Hazrat ALI R.A )

4 Batain Elim Ka NIchour Hain, 1.) ALlah Ki Itni Ebadat Karo Jitni Tumhain ALLAH Ki Zaroret Hay. 2.) ALlah Ki Nafermani Itni Karo Jitna Allah K Azaab Per Saber Ker Saktey Ho.. 3.) Dunya K Liye Itna Amal KAro Jitna K Tumhain Dunya Mian Rehna Hai,, 4.) Aakhrat K Liye Itna AMal Karo Jitna K Tmhain Wahan Rehna Hain....!!! ( Hazrat ALI R.A ) kisi ki madad kartay waqt us k chehray ki janib mat daikho, ho sakta hay us ki s harminda ankhain tumharay dil main gharur ka beej bo dain.( Hazrat ALI R.A ) -----------Bay shak dunya or akhrat ki misal asay ha jasay 1 shaks ki 2 b v ian hon 1 ko razi karta ha to dosri roth jati ha HAZRAT ALI(R.A)

Вам также может понравиться