Вы находитесь на странице: 1из 3

IQBAL

Nations are born in the hearts of poets; they prosper and die in the hands of politicians (Allama Muhammad Iqbal)

Verses Sabaq phir parh sadaqat ka, adalta ka, shujaat ka Liya jaye ga tujh sy kaam duniya ke imamat ka Read again the lesson of truth, of justice, of valour You will be asked to do the work of taking on responsibility for the world Butan-e-rang-o-khoon ko torh kar millta mein gum hu ja Na Toorani rahey baqi. Na Irani na Afghani Break the idols of color and blood and become lost in the community Let neither Turanians, Iranians nor Afghani Jumhoriat ek tarz-e-hukumat hai k jis mei Bandon ko gina karty hain, tola nahin kartey Democracy is a certain form of government in which Men are counted but not weighted Iss se barh kar aur kya ho ga tabiyat ka fasad Torh de bandon ny aaqaon k khaimon ki tanab! For what could be more dangerous than this That the serfs uproot the tents of their masters Kitab-e-millate-baiza ki phir shiraza bandi hai Ye shakh-e-Hashmi karny ku hai phir barg-e-bar paida This book of the radiant community is receiving a new building The Hashmite branch is once more ready to bring forth new leaves and roots

Sultan-e-jamhoor ka aata hai zamana Jo naqsh-e-khoon tum ko nazar aey mitado The democratic system is coming Throw away the old system

La deeni-o-la-teeyni, ks paich mei uljha tu Daru hai zaeefon ka la Ghalib-Illah hu Secularism and latin script! What a meaningless controversy The panacea for the weak is: Naught is powerful except ALLAH

In taza khudaon mei bara sub sy watan hai Jo pairhan iss ka hai, who mazhab ka kafan hai Country is the biggest among the new gods! What is its shirt is the shroud of deen (Religion)

Hai wohi saaz-e- kuhan maghrib ka jamhoori nizam Jis ke pardon mein nahin ghair az naway qaisari Deo istabdad jamhori qba mei paye koob Tu samjhta hai ye azadi hai neelam pari In the west the people rule, they say: and what is this new reign? The same harp still, the same strings play the despots old refrain; In Demos-dres let tyrannys old demon-dance be seen Your fancy calls up libertys blue mantled fairy queen!

Tu ne pochi hai Imamat ki haqeeqat mujh se

what guidance signifies you wish to know Haq tujhe meri tarah sahib-e-asrar kare insight, like me, may God on you bestow Hai wohi tere zamane ka imam-e-barhaq he is true guide and teacher of your age Jo tujhe hazir-o-mojood sy byzaar kare who can present fill your mind with rage Mout k aaeene mein tujh ko dikha kar rukh-e-dost by showing the face of friend in looking glass Zindagi terey liye aur bhe dushwar karey may make your life more onerous and crass

Dy ke ehsaas-e-ziyan tera lahoo garma dy Faqr ki saan charha kar tujhe talwar kare Fitna-e-milat-e-baiza hai imamat us ski Jo musalman ko salateen ka prestart kare!

he may make your blood seethe with sense of harm and on faqrs whetstone may to sword transform such guidance means revolt against lustrous creed that makes the Muslims bow to kingly breed

Вам также может понравиться