Вы находитесь на странице: 1из 4

Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai Dekhna hai zor kitna baazu-e-qaatil mein hai Aye watan,

Karta nahin kyun doosree kuch baat-cheet Dekhta hun main jise woh chup teri mehfil mein hai Aye shaheed-e-mulk-o-millat main tere oopar nisaar Ab teri himmat ka charcha gair ki mehfil mein hai Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai Waqt aanay dey bata denge tujhe aye aasman Hum abhi se kya batayen kya hamare dil mein hai Kheench kar layee hai sab ko qatl hone ki ummeed Aashiqon ka aaj jumghat koocha-e-qaatil mein hai Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai Hai liye hathiyaar dushman taak mein baitha udhar Aur hum taiyyaar hain seena liye apna idhar Khoon se khelenge holi agar vatan muskhil mein hai Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai Haath jin mein ho junoon katt te nahi talvaar se Sar jo uth jaate hain voh jhukte nahi lalkaar se Aur bhadkega jo shola-sa humaare dil mein hai Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai Hum to ghar se nikle hi the baandhkar sar pe kafan Jaan hatheli par liye lo barh chale hain ye qadam Zindagi to apni mehmaan maut ki mehfil mein hai Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai Yuun khadaa maqtal mein qaatil kah rahaa hai baar baar' Kya tamannaa-e-shahaadat bhi kisee ke dil mein hai Dil mein tuufaanon ki toli aur nason mein inqilaab Hosh dushman ke udaa denge humein roko na aaj Duur reh paaye jo humse dam kahaan manzil mein hai Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai Wo jism bhi kya jism hai jismein na ho khoon-e-junoon Toofaanon se kya lade jo kashti-e-saahil mein hai

Chup khade hain aaj saare bhai mere khaamosh hain Na karo to kuch kaho mazhab mera mushkil mein hai [edit]The

Poem (Devnagari version)


- - , ,

,) - -

, --

, .

, .

- , - . , ? , . ,

- [edit]English - -

- -

Translation

The desire for sacrifice is now in our hearts We shall now see what strength there is in the boughs of the enemy. Hey country, Why is no one speaking to each other? Whoever I see, is gathered quiet in my party... O martyr of country, of nation, I submit myself to thee For yet even the enemy speaks of thy courage The desire for struggle is in our hearts... When the time comes, we shall show thee, O heaven For why should we tell thee now, what lurks in our hearts? We are pulled to service, by the hope of blood, of vengeance Yea, by our love for nation divine, we go to the streets of the enemy The desire for struggle is in our hearts... Armed does the enemy sit, ready to open fire Ready too are we, our bosoms thrust out to him With blood we shall play Holi, if our nation need us The desire for struggle is in our hearts... No sword can sever hands that have the heat of battle within, No threat can bow heads that have risen so... Yea, for in our insides has risen a flame, and the desire for struggle is in our hearts... Set we out from our homes, our heads shrouded with cloth, Taking our lives in our hands, do we march so... In our assembly of death, life is now but a guest The desire for struggle is in our hearts... Stands the enemy in the gallows thus, asking, Does anyone wish to be sacrificed?... With a host of storms in our heart, and with revolution in our breath, We shall knock the enemy cold, and no one shall stop us...

What good is a body that does not have passionate blood, How can one conquer a storm while in a shored boat. The desire for struggle is in our hearts, We shall now see what strength there is in the boughs of the enemy.

Вам также может понравиться