Вы находитесь на странице: 1из 1

Friday, 23 December 2011 BATNI HAMZAD BATNI HAMZAD KI QUWATAIN: Batni taskheer ke bad hamzad se k ia kia kam liy

ja skty hain ye sawal aksar kia jata he. batni hamzad chizain wag hera nahi laya karta, or mamooli noiyat ke kam karta he maslan, kisi kaghaz pe sawal likh diya to woh uper jawab likh day ga. koi mariz he marz samjh nahi ata ya dawa kia dain ap pooch sakty hain. do admiyon me muhabbat ya nafrat peda kar sakta he, lekin kisi ilaqy me jang o j adal bapa kar dena ya fitna o fasaad peda karna ye nahi karta. laa pata admi waghera ka pata lagana. BATNI HAMZAD KI HAZRI: Batni taskheer ke bad hamzad ko azad b hi kya ja sakta he or hazir bhi.batni taskheer ke baad zahiri taskheer ka amal k ia ja sakta he, agar koi shakhs ye chahta he ke uski batni taskhir usay zahiri t askheer me maddad day to usay in baton pe amal karna hoga: Jis qism ke amal se batni taskhir ki he usi qism ke amal se zahiri taskhir ka am al karna hoga, yeni agar qurani amal se batni taskhir ki he to hamesha qurani am al se hi zahiri taskhir ki jay and vice versa. do mutazad amliat se kam nahi lia ja sakta,. Hamzad ko mukhatib kar ke kahen ke tmhari zahiri taskhir keliy amal kar raha hoo n tme hazir hona hoga or amal shuru karlain, magar dhyan rahy ke ab ap ne apni b atni taskhir se koi bhi kaam nahi lena or na hi usay phir mukhatib karna he agar ap kam len ge to zahiri taskhir ka amal zaya ho jay ga. jo admi batni taskhir me kamyab ho or us batni taskhir ke asar ko barqaraar rakh ty huy zahiri taskhir ka amal kary to har amal me mudat ka taiyan nahi hota, ham zad kabhi bhi kisi waqt bhi zahir ho sakta he, jab bhi zahir ho or khood kalam k ary to jab bhi apki taddad poor ho jay ap kalam kar sakty hain, yeni apko mudat poora hony ka intzar karny ki zaroorat nahi hoti, apki batni taskhir apka pehla chila or zahiri taskhir doosra chilla mutasawar hoti he. chahy zahiri taskhir ho chahy batni agar hamzad doran e amal aa kar sharai tariq ay se salam karay to agar qurani amal he apko salam ka jawab dena hoga ap salam ka sharai jawab dy ke apny amal me magan ho jain, or agar ap shetani ya sifli am al kar rahy hain or hamzad zahir ho ke apko sharai tariqay se salam karta he to hargiz hargiz jawab nahin dena warna amal batil samjhain, ye ek nukta ki bat he hamesha dhyan me rakhain. agar ap ne sifli ya shetani amal se batni taskhir ki or ab zahiri taskhir qurani amal se karna chah rahy hain to apko hamzad ko azad karna hoga or pichli batni taskhir khatm ho jay gi or ap ka amal pehla chila mutassawar ho ga or isi tarah agar batni taskhir e hamzad qurani amal se ki or ab zahiri shetani se karty hain to bhi batni taskhir khatm karny ke bad hi zahiri taskhir ka amal kar sakty hai n, yeni wahi bat ke do mutazaad amliat se ap zahri or batni taskhir nahi kar sak ty hamzad keliy lekin agar hamzad ko azad kar dain phir ye mumkin he.. Posted by UMMAR

Вам также может понравиться