Академический Документы
Профессиональный Документы
Культура Документы
aur oon ki products ki paidari kay hawala say karta. Koee tehreer
os waqt tak mokammal nahain samjhi jati jab tak os main
maghrab kay kisi danish'war ka zikr nahain kiya jata. Bazar say
khareed'dari kay moamla main bhi hum laibal ko daikhtay hain.
Khoob'surat botal aur nafees kawar main kisi maim/gori ka
pishaab hi kayoon na band ho, hum ossay bahtarein samjh kar
khareed laitay hain. Is kay bar'akas apni ashya chahay kitni achi
kayoon na hoon kareednay say ijtanab kartay hain balkah os
main kiray nikaltay hain. Goya maghrab ki tareef sontay sontay
kan'pk ga'ay hain.
Jab yah kaha jata hai kah hum aisi hi ashya kayoon nahain
banatay ya yah kaha jata hai kah hum kayoon takhleeqi amal ki
taraf tavajo nahain daitay. Jawabun sonnay main doo batain aati
hain:
RAKhan
_________________
Sat May 15, 2010 4:04 am
Dr Maqsood Hasni
punjab
jkbarki
Karachi
Sir, we are very much thankful to you for sharing your valueable
views (few words need editing). Its very courageous to talk
against the west, particularly in Pakistan.
This nation definitely need Dr. Allama Iqbal's philospy otherwise
for any ignorant like me, it takes no time to go in the hands of
other people (that are sitting in the west) just for the sake of
dollars on the cost of our sovereignty, ideology and even on the
cost of Pakistan.
_________________
Sat May 15, 2010 1:00 pm
Dr Maqsood Hasni
punjab
wah ji wa,
aap ne bara khoob'surat azafa kya hai. yah mozo seraf-e-nazar
nahain hona chahiay.
bohat bohat shukarriya.
Allah aap ko kush rakhy
_________________
RAKhan
online_sports_shop
Sialkot
Dr Maqsood Hasni
punjab
yah qoom bare zarkhaiz zaihan ki malik hai. es qoom ka her fard
bare bare johar rakhta hai.
zaroor eak din aisa aa'ay ga jab yah qoom khaab-e-ghaflat se
baidaar ho gi.
aap dard'mand dil rakhne wale hain. dua farmate raha karain.
dua to boqool Aaqa Karim (oon par darood -o-salam) momun ka
hatyaar hai
_________________
RAKhan
Dr. Sahib, that is correct, our prophet (pbuh) said that "Prayer is
weapon of MOMUN, not of any XYZ.
_________________
Mon May 24, 2010 7:46 am
jkbarki
Karachi
Rehne dijeaye sir, kion sharminda kar rahe hein. Zarra nawazi tu
koi aap se seekhey. Allah ham sab (tamam insano) ko khush
rakhe.
_________________
Mon Jun 07, 2010 6:11 pm
Dr Maqsood Hasni
punjab
aap sab hain hi bohat achay es liay aap sab ki tehsein na karna
ziyadti ho gi.
_________________
Wed Jun 09, 2010 6:55 am
jkbarki
not criticize devil. So how one can pardon Uncle Sam, the leader
of all devils on the earth. Till Uncle Sam change his policies and
attitude towards muslims, every one must keep continue one's
struggle to uncover Uncle Sam.
Read more:
http://www.forumpakistan.com/khudi-na-bach-gharibi-main-naam-paida-kar-t52334.html#ixzz
4FhCNrh4S