Вы находитесь на странице: 1из 1

100+ High DA-PA Free Social Bookmarking Submission

Sites List [2018]

Hello friends, Welcome In Speed India 24. Aaj ham aapke liye “​100+ High DA-PA Free Social
Bookmarking Submission Sites List Of 2018​” ki jankari lekar aaye hai. Post start karne se
pahle ham aapko bhot-bhot thanks bolna chahte hai. Thanks bolne ka sabse bada karan hai ki
aap logo ne hamare new blog ko bhot hi jaldi apna pyar diya and hamne expect nahi kiya tha ki
aap hame itna pyar denge. Thanks you all readers of speed india 24 ham jald hi hamare blog ki
income report blog par show karne waale hai. Aap speed india 24 ke saath bane rahe and ham
aapke liye helpful information share karte rahenge.

Is post me ham baat kar rahe hai ​social bookmarking submission sites​ ke baare me. Aap ek
blogger hai to aapko pata hi hoga ki seo (search engine optimization) hamare blog ke liye kitna
important part hai. Agar aap apne blog ko google search engine par rank karana chahte hai to
aapko apne blog ko totally seo friendly karna hoga.seo ki jyada jankari aap yaha se le sakte hai.
Seo kya hai. What is search engine optimization. ​Seo ke do part hote hai. On page seo and
Off page seo. Social bookmarking submission off page seo ke under aata hai. Off page seo me
aap apne blog ke liye backlinks create karte hai jisse aapke blog ka seo improve ho sake.
Aayiye ab jante hai social submission hai kya or social submission kyu kare.

Social Bookmarking Submission Kya Hai.

Social bookmarking ke naam se aapko hint mil jaat hai ki iska matlab kya hoga. Jaise ham apne
computer and pc me kisi website ya page ka bookmark save karte taki ham use baad me bhi
aasani se open kar sake. Usi tarah social bookmarking bhi ek tarah se kuch isi prakar hai kyonki
jab ham computer and pc me bookmark save karte hai to vo private hote hai lekin social
bookmarking public hoti hai. Aapke dvara save kiye gaye social bookmark koyi bhi visitor dekh
sakta hai.
Social bookmarking ek tarah se vo links hote hai jo aap logo tak pahuchate hai. Taki log aapke
link and bookmark ko dekh sake. Agar aap apne bookmark ko logo tak pahuchate hai tab
aapke links ki value increase hoti hai. And google search engine bhi aapke links ko fast index
karta hai. Aayiye social bookmarking karne ke benefits kya hai jante hai.

Social Bookmarking Submission Kyu Kare And Isse Kya Benefit Hai.

Social bookmarking ek tarah se backlink banana ki prakriya hai lekin isse aapke blog ko kayi
prakar ke benefits hote hai. Aayiye jante hai aakhir social bookmarking karne se blog seo par
kya impact padhta hai.

1. Social bookmarking se aapke blog par referral traffic increase hota hai.
For more - ​High PR Social Bookmarking Sites List Of 2018

Вам также может понравиться