Вы находитесь на странице: 1из 19

13-ILMI-o-Tahqeeqi MAJLIS (Open Q

& A Session) with Engineer


Muhammad Ali Mirza Bhai (10-
Jun-2018)

03:55 > Naarah, bay gunah bay khata


moaviah moaviah (rz), reply to ilyas qadri
barelvi, hazrat Ali (rz) ko banu umayyiyah
ke daur mein gaaliyan di jati thin
(nauzubillah) ?

12:30 > moaviah (rz) peh lanat karna


haraam hai, apne murdon ko gaali mat
do wo apne anjam ko pohnch chuke, kya
kisi ki ghalati beyan karna haraam hai,
kya Ali mirza ke dil mein moaviah (rz) ka
bughz hai ?

1
46:00 > mushajrat e sehaba peh baat
karna aur sehaba ke apas ke ikhtilafat
beyan karna haraam hai ?

1:03:24 > Ammar bin yasir (rz) ka qatil


kon, kya moaviah (rz) ki khata ijtehadi thi
imam badr ud din aini ke comments ?

1:24:48 > mere sehaba ko bura mat kaho


hadees ki detail aur hazrat Ali (rz) peh
mimbron peh sabb o shatam yani lanat ki
jati thi (nauzubillah) ?

1:34:00 > bugh z e Ali (rz) aur hubb e Ali


(rz) & bughz e moaviah (rz) aur ka
mohawrah ?

2
2:01:15 > khulfa rashdeen ke naamon ke
sath Aleh salam kyu lagate hein jabke ye
protocol ambia (as) ke sath khas hai, aleh
salam aur razi Allah anho kisi ko bhi keh
sakte hein ?

2:16:08 > kya surah al maidah ayat 15


Noor se murad Nabi saw hein, noor o
bashar ka mas'alah ?

2:19:06 > darood wali hadees mein ahle


bait ka zikar hai ya Aal e Muhammad saw
ka, aur Aale Muhammad se murad puri
ummat hai ya nabi saw ke ghar wale
murad hein ?

2:22:51 > hadees ki term mein turq aur


tareeq kise kehte hein ?
3
2:24:54 > kya hazrat hussain (rz) ne
shahadat ke baad asar ki namaz nabi saw
ke sath jannat mein ada ki thi, jabke
marne ke baad to ibadat ki kya zarurat
hai, kya koi momin qabar mein bhi
namaz parhta hai jabke nama amaal ka
silsila band ho jata hai ?

2:28:00 > nabi saw ne namaz ke doran


bachay ke ronay ki awaz suni to namaz
mukhtasar kar di thi ? kya namaz
mukhtasar parhni chahiye ? nabi saw ki
namaz kitni lambi hoti thi ?

2:29:47 > witr ke baad 2 rakat nafil


parhne se tahajud ke barabar sawab ?
kya witr, tahajud, taraweeh aur qeyam ul

4
lail ek namaz ke mukhtlif naam hein ?
taraweeh 8 rakat ya parhen ya 16 rakat
taraweeh bhi parh sakte hein ?

2:33:43 > kya nabi saw ki tareef mein


naat parhna Allah ki ibadat hai ?

2:35:11 > log apne behnon ko baap ki


wirasat se hissa nehi dete aur kehte hein
inko jahaiz de dia tha, kya behnen apna
hissa maaf kar sakti hai, aulad ke sath ek
jaisa salooq karna aur waris keliye
wasiyat karna kaisa ?

2:39:27 > ek taraf aap kehte hein ulma se


panga na lein aur dusri taraf khud kehte
hein goongay shaitan na banen kya ye
khula tazad nehi hai ? ulma ko unki
5
ghalati kaise highlight karen ? kya ulma
se kisi cheez ka reference puchna ulma ki
tauheen hai ?

2:43:22 > aap ne ek lecture mein kaha


mujhe guftagu ke doran Allah ki taeed
hasil hoti hai jabke Allah ki taeed to
Ambia (as) ko hasil hoti hai ?

2:46:15 > namaz mein imam ke 2 saktay


hote hein kya pehle saktay mein fateha
parhi ja sakti hai agar imam ruku se pehle
sakta yani waqfa na karta ho ?

2:46:53 > agar tashahud mein ghalati se


fateha parh li kya sajda sehaw wajib ho
jaye ga ? agar ruku ki tasbeehat sajdon
mein aur sajday ki tasbeehat ruku mein
6
kar li to sajda sehaw wajib ? ruku aur
sajdon mein qurani duaaen mangna ?

2:48:23 > aksar mulkon mein roads par


aftari packets diye jate hein agar wo
zakaat ke paison ki aftari ho to khai ja
sakti hai ? kya ghair muslim roza aftar
karwa sakta hai ?

2:51:53 > kya bay namazi roza rakh sakta


hai jabke jaan boojh kar namaz chornay
wala kafir hai ? kya daarhi wale ka gunah
zeyada bara ho jata hai ?

2:53:14 > kya aurat haiz ke dinon mein


chootay huwe rozon ki qaza shawal ke 6
rozon mein de sakti hai ya shawal ke
rozay alag se rakhne honge ? ramzan
7
mein chootay huwe rozon ki qaza kab di
ja sakti hai ?

2:56:36 > sehat mand aur baghair sharai


uzzar ke roza chornay wale ka kffarah kya
hoga ?

2:57:31 > kya teeka (injection) lagwane


se roza toot jata hai ? rozay ki halat mein
baalon mein tail lagana, tooth paste
karna, handiya ka zaiqa chakhna ? rozay
ki halat mein saans ka mareez inhaler use
kar sakta hai ? kya sugar patient insulin
lay kar roza rakh sakta hai ?

3:00:09 > kya shab e qadar ko hasil karne


keliye puri raat jagna zaruri hai ?

8
3:01:32 > kya rozay keliye aurat ka sharai
pardah zaruri hai, kya bay pardah aurat
ko uska roza faida de ga ?

3:02:23 > sehri ka waqt khatam ho jaye


to kya azan ke doran kha pi sakte hein ?
sehri khaye baghair roza rakhna kaisa ?

3:03:43 > ghareebon aur maskeenon ko


zakaat ke paison se aftari karwa sakte
hein ? ali bhai kya apko academy mein
aftari karwane keliye paise de sakte
hein ?

3:04:48 > ramzan mein namazen parhnay


wala pura saal namazon peh istiqamat

9
kaise ikhtyar kare ?

3:05:32 > kya ghair muslim ko fitrana


sadqa khairat aur aqeeqay ka gosht de
sakte hein ?

3:06:23 > kya eid ke din galay milna bidat


hai ? kya eid peh bacho ko eidi ke paise
dena bidat hai ?

3:07:50 > daarhi farz hai ya sunnat hai


aur kya moonchen past karna zaruri hai ?

3:10:50 > kya hujaam ke kaam mein


daarhi shave karna haraam hai ?

3:12:00 > umrah ke doran mard apne


10
baal katwane se pehle apni biwi ke baal
khud kaat sakta hai ? kya umrah ke baad
apne baal khud kaat sakte hein moondh
sakte hein ?

3:12:51 > namaz e janazah ke baad


mayyyat ka chehra dekhna aur mayyat
ko bosa dena aur kya aurat apne
khawind ki mayyat ko bosa de sakti hai ?

3:13:48 > chand doston ne milkar


ghareebon ko kapray dene keliye paise
jama kiye unme se ek dost ne no profit
no loss peh apni dukan se kapra de diya
kya ye jaiz hai ? taqwah aur fatwa mein
faraq, shariyat mein sirf zahir peh fatwa
lagta hai batin peh nehi ?

11
3:16:14 > aaj kal ke daur mein shadi
karna itna mushkil ho gya hai ke tamam
rishtedaron ko kapray dene parte hein
mehnga khana dena parta hai aise rasm o
riwaj ke hote huwe ek aam ghareeb admi
kaise shadi kare ?

3:17:50 > gaari book karwane keliye kuch


mahinay pehle advance raqam di jati hai
jab gaari mil jati hai to company wale
advance paison ka sood ka check ki
shakal mein ghar bhejte hein, kya sood
ke paise ghar mein rakh sakte hein sood
ke paison ka kya karen kya sood ke paise
aag mein jala dein zaya kar dein ya kisi
ghareeb ko baghair sawab ki niyat se de
sakte hein ?

12
3:19:08 > nabi saw ko meraj jismani tor
peh hui thi ya rohani tor peh ?

3:21:34 > bahir ke mulkon ke resturant


mein sharab aur khinzeer ka gosht serve
karna parta hai kya ek musalman aise
resturant mein job kar sakta hai ?

3:22:36 > haqooq ullah aur haqooq ul


ibaad mein faraq karne ki daleel kya hai ?
kya Allah bandon ke haqooq maaf karde
ga ? rizq e halal kamana ibadat hai isliye
namaz parhne ki zarurat nehi rehti ?

3:24:36 > Ali bhai aap quran ko tarumay


se parhne ki targheeb dilaty hein jabke
aapki academy mein baghair tarjumay ke
quran paray huwe hein ?
13
3:25:36 > kya sunnat fiqah ke baghair na
mukamal hai ? har saal umrah karne ki
bajaye kisi ghareeb ki bachi ki shadi
karwai ja sakti hai ya kisi ghareeb ki
madad ki ja sakti hai ?

3:27:48 > ulma e deoband ka dawa hai ke


inke kisi aalim ke khilaf koi sawal nehi
utha sakte, kya purane buzurg apas mein
lartay thy ? jis aurat ka shohar gum jaye
wo kinti mudat tak shohar ka intzar kare
gi kya hanafi imam abu hanifa ke har
fatway peh amal karte hein ?

3:29:30 > agar jandar ki tasweer banana


jaiz nehi to computer mein video games
khelna sahi hai jisme insani shakal ke

14
players hote hein ?

3:30:00 > games mein shart lagana, haar


jeet peh sharten lagana ke konsi team
jeetay gi kya ye jaiz hai ? kya cricket
ground ke bahir koi dukan kholna aur
wahan kaam karna jaiz hai ?

3:30:46 > kya vote dalna zaruri hai ? kya


jamhuriyat (democracy) kufar hai ?

3:36:42 > kya deen ke ilawa english


literature parhna jaiz hai ?

3:36:53 > ramzan ke mahinay mein


hakumat bazaron mein sar e aam khane
peene ki cheezen baichnay peh pabandi

15
laga deti hai kya ye jaiz hai ? kya
hakumat zabardasti tax wasool kar sakti
hai ?

3:40:13 > tableeghi jamaat ka chilla


lagana aur apne biwi bacho ko 4 mahinon
keliye chor kar tableegh keliye nikal jana
sahi hai ?

3:43:46 > kya maola Ali mushkil kusha


kehna shirk hai ?

3:44:21 > masjid peh kisi maslak ka naam


likhna bidat hai ?

3:44:32 > kisi retired bande ke paas


raqam save ho to kya us saving peh

16
zakaat hai ? rent a car peh zakaat, kiraye
ke makan peh zakaat, agar koi makan
banane ki niyat se paise jama kare to kya
usay zakaat ada karni hogi ?

3:45:58 > kya aurat namaz e janazah ki


imamat karwa sakti hai ?

3:46:26 > nabi saw ne apna sara maal


Allah ki raah mein khairat kar diya tha
jabke nabi saw ne khud hukam dia hai ke
ek tehai se zeyada maal Allah ki raah
mein khairat nehi kar sakte ? kya nabi
saw ne kabhi zakaat di hai ?

3:47:14 > jummah ke din zawaal ka waqt


konsa hai ?

17
3:47:30 > quran mein Allah aur uske
Rasool saw ki ataat ka hukam hai to
imamon ki ataat aur taqleed karna
kaisa ?

3:47:54 > kya nabi saw kisi ko jannat se


dozakh tak aur dozakh se jannat tak le
kay aa sakte hein ?

3:48:12 > qareeb ul marg yani marte


huwe bande ko kalma parhnay ki talqeen
karna ?

3:48:37 > galay mein zanjeer aur hath


mein kara pehnna kaisa ?

18
3:48:42 > masnoon daarhi kitni honi
chahiye masnoon daarhi aur farz daarhi
mein kya faraq hai, kya choti daarhi
rakhna jaiz hai ?

19

Вам также может понравиться