Вы находитесь на странице: 1из 3

Scene 1

: shree Malhotra,\\\\\\ duniya ke sabse ameer vyaapaariyon mein se ek apane tarabain ya


motor vyavasaay ke lie jaane jaate hain.
vah divaaliyaapan yani bankruptccy se gujarata hai aur is prakaar use apanee saaree sampatti
bechanee padatee hai aur gaanv kee taraph jaane ke alaava koee vikalp nahin hota hai
(family is sitting and the bell rings)
Daksh : Malhotra ab ham ap ko jyada wakt nahi de sakte. Apne ek sal se loan nahi chukya aur to
aur apne apne dhandhe ka nukssan bhi chupaya he. Ap ko bank se 24 ghante ki molta di ja rahi
he. Ghar khali karke nikal jaye. Aur ye paper par sign kar dijiye
(bm goes to his family)
Bm: muje maff kar dene parantu mene bahut meneat kiya parantu kuch nahi kar paya. Abhi
hame yeh asho arram wali jindgi se nikal na hoga .
Wife: koi problem me hamesha apke sath hu jo bhi parasthiti ho.
Kid: par pa pa muje yeh hi jin da. Gi chahiye(angry)
Bm: me khub menat karu ga aur hum vapis esi jingagi jiye ge. Parntu abhi ke liye hame yaha se
nikal na hoga aur gav ki aur jannq hoga.
Narraot: aur fir Malhotra ji aur unki family ke sath aone asho aram jindagichodkar nikal padti.
He gav ki aur.

Scene 2
Narrator: gav pahoch kar
Kid: areh maa hum Kya yaha rehne wale he?
(Maa looks at huband)
Maa: areh beta thode din ka saval he!
(Villager 1 enter)
V1: areh malhotra, pehchana!
Bm: nahi !
V1: areh meh tumhare papa ka kas metr pubhan .
Bm: areh ha pubhan ji . Abhi yaad Aya
V1: gav kese Ana hu va beta .
Bm: Kya kahh pubhan ji . Halat neh hame kahi nahi choda. Dhandhe neh hame raste PE and
people majboor kar diya aur for muje yaad Aya ki hamara gav me bhi ek Ghar he! Aur esi liye
ham ya ha a gaye.
(Mean while tiwsha talks to Durva )
V1: koi bat nahi beta yah gav sabhj keh liye kesi bhi vat kkula he!
Aur yeh tumhara beta he ?
Bm: ha! Soam
(Bm hugs V1)
V1: Kya accha name he!
Aur beta kitne sale etc.
Soam: AP pls hamara ghaar se nikal jao. Ap log muje pasand nahi aur so bahut bas marte ho!
V1: areh beta yeh (maams help) koi bat nahi tum jald seekh jao ge.
V1: aur beta sun koi bhi kaam hoga to befikar hame kehna ham bhaju vale ghar me hi rehte he
(Narrator: pahale din parivaar ke paas khaane ke lie koee khaana nahin tha aur isalie soham
apanee maa se usake lie bhojan paane ke lie kah raha tha.
Soam: maa bahut bhuk lagi he much Karo .
(The v1 here it from his house and tells his wife to prepare meal for the family
(Knocks)
Bm: kon he
V1: are me hu beta dinesh
(Door opens)
Bm: are ap.
V1: mene suna ki tumhe bahut bhuk lagi thi sur esli liye me kutch khana laya hu.
Bm; dhanyvad
Narrator : aur phir bachcha yah mahasoos karata hai ki is gaanv mein sabhee ajanabiyon
parivaar ke sadasyon kee tarah hain koee bhee agyaat nahin hai, aur ve apane parivaar ke
sadasyon kee tarah gaanv mein pratyek vyakti kee dekhabhaal karate hain

V1: aur beta suno. Kutch bhi kaam ho to bata dena, hum baju keg hare me hi rete he.
Bm:ek saval tha puch sakta hu?
V1:areh ha beta pucho.
Bm: kya gav me bij li nahi he?
V1:nahi beta, hum to bachpan se hi bijli ke binna rehte he.
Kid: areh papa agar bijli nahi hogi to me kese padu ga.
Narrator: tab Malhotra ji vichar me chale jate he ki muje kutch karna hoga. Sirf mere parivar ke
liye par pure gave ke liye
Narrator agle din…

Scene 3
Bm: areh gav walo.
(V1,2,3,4 come around )
Bm: puje badlav lana he. Surf mere parivar te liye nai parntu pure gav ke liye.
v: kya badlav batao ge bhi.
Bm: puje gav me beji lani he.
V:kyu majak kar re he ho.
v: bijle ek Sapna tha sur rehega
Bm: are meh lavuga me re ko ek moka to dijiye
(V’s discuss and give him a chance)
(Narrator)
bm: ab bas hame rukna he jab tak Etna energy nahi ata jab Tak electricity nahi ata.
V1; ab toh 5 pace gigante ho Gaye our ab Tak bejli nahi ae!
(All villagers are sitting and suddenly the bull under the tree lights up and everyone goes hugs
bm)
Scene 4
Narrator : our ese hi malhotra ji ne bahut sare gav ki maddad ki aur nam kamya and pure bharat
me vah apne acche kaam ke liye jane gae. Bade business man neh malhotra ji ko donation diya
aur malhotra ji neh aese hi gavo me malhotra ji neh maddad karte gaye .\ aut Abhi malhotra ji
ko award ke sath samman kiya jaa raha.m
Girl: aur ab me ese insaan ko bulana chahugi jisne sab kuch apna khoke bhi har nahi mana aur
samaj ki seva kar ne chaale.
Bm: mere saflta ka sirf ek hi ek karan hey. Who he ki mene sab kuch khoya. 2 sal pehele jab me
bankcrupt huva aur muje mere ghar bechna huva, tab mera pas 2 vikalp the yadi ek ghare kirai
par lelu ya hamare gav ke ghar me chale jov. Aur tab mene Jeevan ka sabse sahi fesla kiya aur
me gav chala gaya aur tab se meri Jeevan me khushi ya hi khushiya aei aur mee safal raha. mere
maata-pita kee mrtyu ho gaee jab main keval 15 varsh ka tha. aur tab se main shahar gaya aur apana
khud ka motor ka dhandha kiya . aur ab 30 sal bad jab muje gav an huva tab muje pere mata petra ka
pyar vapis mila.

Вам также может понравиться