Вы находитесь на странице: 1из 4

Arziyan saari main

Chehre pe likh ke laya hoon

I have come to You with all my yearnings writ large on my face

Tum se kya mangu main

Tum khud hi samajh lo

I do not know what to ask You

Why don’t You understand yourself?

Ya Maula, maula, maula mere maula

Oh Lord, my lord…

Mere maula..maula…
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Maula maula maula maula,

Dararen, dararen hain maathe pe Maula

Creases of worry line my forehead, Lord

Murammath muqaddar ki kar do maula

Repair my fate, Lord

Mere Maula

Tere darr pe jhuka hoon, mita hoon, bana hoon

I surrender to You, in this surrender does my past die, from this surrender do I
emerge anew

Murammath muqaddar ki kar do maula

Murammath muqaddar ki kar do maula

Jo bhi tere darr aaya, jhukne jo sar aaya


Whoever came to Your door to bow their heads in surrender to You

Mastiyan piye sabko jhoomta nazar aaya

Was seen in a trance, dancing with happiness, by everyone

Pyaas leke aaya tha, dariya woh ghar laya

He came to You with a thirst, went back home with a river

Noor ki baarish mein bheegta sa tarr aaya

Drenched in showers of light and joy, he swam out

 Noor ki baarish mein bheegta sa tarr aaya

Maula maula maula mere maula,


Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Maula maula maula maula,

Dararen, dararen hain maathe pe Maula

Murammath muqaddar ki kar do maula

Mere maula

(jo bhi tere..) 2

Ho….ek khushbu aati thi

A fragrance emanated from somewhere

Ek khusbhu aati thi

Main bhatakta jaata tha

I wandered lost in its search

Reshmi si maya thi

It was a beautiful epiphany of illusions

Aur main takta jaata tha


As I discovered to my disappointed astonishment

Jab teri gali aaya

Sach tabhi nazar aaya

It was only when I came to Your street, Your path, that the truth dawned upon me

Jab teri gali aaya

Sach tabhi nazar aaya

Mujhme hi who khusbu thi

Jisse tune milvaya

The fragnance was but within me, and it was You who introduced me to it  

Maula maula maula mere maula,


Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Maula maula maula maula,

Dararen, dararen hain maathe pe Maula

Murammath muqaddar ki kar do maula

Mere maula

Toot ke bhikharna mujhko zaroor aata

I certainly know how to break into pieces and scatter

Par na ibadat wala shahur aata hai

But I do not know how to pray to You to protect me

Sajde mein rehne do, ab kahin na jaaunga

Let me remain in Your prayer, I will not wander anywhere hereafter

Sajde mein rehne do, ab kahin na jaaunga

Ab jo tune thukraya toh savar na paaunga


If You reject me now, I will not be able to gather myself

Maula maula maula mere maula,


Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Maula maula maula maula,

Dararen, dararen hain maathe pe Maula

Murammath muqaddar ki kar do maula

Mere maula

Sar utake maine toh kitni khwaishen ki thi

I dared to proudly chart out my aspirations

Kitne khwab dekhe the, kitni koshishen ki thi

I dreamt innumerable dreams and tried to fulfill them all

Jab tu roobaroo aaya

Jab tu roobaroo aaya, nazren na mila paaya

But when You came face-to-face with me, I could not meet Your eyes

Sar jhukake ek pal…hooo

Sar jhukake ek pal mein maine kya nahi paaya

In bowing my head in surrender to You, I received everything in just a moment

Maula maula maula mere maula,


Maula maula maula mere maula,
Maula maula maula maula,
Maula maula maula maula,

Mere maula..mere maula….

Mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya..

My Beloved, my Lord, has finally returned home to me…

Вам также может понравиться